जिंदगी की राहें

जिंदगी की राहें

Followers

Wednesday, June 4, 2008

"koshish"







hamne chaha hi nahi warna halaat badal sakte the,
agar ham bhi koshish karte to kutchh panktiyan likh sakte the !


hum to bas darshak kee bhanti dekhte ya padhte hi rahe,
agar apne kalam ko kagaj pe ragarte to kutch na kutchh likh sakte the !


par koi gila nahi, koi sikwa nahi, agar na likhe to kya hua,
aakhir saare likh hi lete, to kavi ke badle prashanshak kaise ban sakte the !

kaise ban sakte the........................!!!!!!!

4 comments:

एहसास said...

aapke vaani main hi nahi kalam main bhee gazab ki takat hai.....
jo ek nahi kayee EHSAAS paida kar sakti hai....
log kehte hain hame kavee to kuch dhayar....
padte nahi aapko....warna eo khud bhee bade kavee ban sakte the...


bahut khubsurat va prerna dayak rachna hai.....

...EHSAAS!

Vandana Shrivastava said...

kisne kaha nahin likhte...ye fir kya hai Mukesh ji !!

Piyush Raj Sinha said...

Good Work, Dude !!

Keep it up.

मुकेश कुमार सिन्हा said...

mujhe pata hai.........ye kavita koi khas nahi hai. par aap teeno ke remarks mujhe kutchh likhne ke liye prerit karenge.........yahi bahot hai